Saturday 2 December 2017

नींबू के बारे मे ये ज़रूरी है जानना | Nimbu se hone wale faayde

Hello Friends, HIndi Bhandar aaj Nimbu se hone wale faayde ke baare me aapko btane jaa rha hai. Aapne ye to suna hi hoga ki hmare purvaj jb kbhi bhi bimar hote they tb medicine dwaiya bhut km lete they or ghrelu nuske jyada apnate they, iske piche ye wajah hai ki hmare bharat desh prachin kaal se hi Aayrved ka gyata rha hai. Arastu ke time se hi lgbhag sbhi bimariyo ka ilaz hmare pas mojud tha. Is sb ki wajah yhi hai ki hme Plants se prapt hone wale faaydo ke baare me jaankari rhi hai. To chliye ab baat krte hai Nimbu ke chilke se prapt hone wale faayde ke bare me नींबू के 9 फायदे जरूर जाने Hindi me.

नींबू के बारे मे ये ज़रूरी है जानना


  1. Kohni par nimbu ke chilke se ragadne se unka kalapan dur hoga.
  2. Chehre ke daag dhabbe hatane hai to kacha doodh aur nimbu ka ras milakar lagaye.
  3. Nimbu mai vit C paya jata hai jiske sewan se hamari haddiya mazboot hoti hai.
  4. नींबू के छिलके मेँ कुछ ऐसे पोषक तत्व पाए जाते है। जो वजन कम करने मे भी मददगार साबित होते है।
  5. चेहरे को साफ और चमकदार बनाने के लिए नींबू के छिलके का कोई सानी ही नहीँ है।
  6. नींबू के छिलके चेहरे के गड्ढे और काले निशान के लिए भी बहुत फायदेमंद है।
  7. Nimbu ke ras ko baalo mai lagane se bhi baalo ki rusi dur hoti hai.
  8. Agar aapki tawacha oily hai to nimbu ka tas lagaye usse aapki skin normal ho jaegi.
  9. Pet ki pareshani ko dur karne ke liye nimbi shahad piye..




Dosto., Ye post aapko kaisa lga., please apna feedback cooment me zarur de., or agar aapke pas bhi koi intresting valuble hindi post hai to hme email me bheje, hum aapke post ko HindiBhandar me shamil krenge.. Thank you. :)

Tags:- #Hindi Bhandar, #Nimbu ke faayde, #Nimbu ke faayde Hindi me, #Hindi me jaankari, #Ghrelu nushke, #Health tips, #Health tips in Hindi, #नींबू के बारे मे ये ज़रूरी है जानना, #नींबू के बारे मे, #नींबू के बारे मे ये जानना, 

Share this

0 Comment to "नींबू के बारे मे ये ज़रूरी है जानना | Nimbu se hone wale faayde"

Post a Comment